alvidaa’iyaa
vo jaa chukaa hai
magar judaa’ii se qabl kaa
ek narm lamhaa
Thehar gayaa hai
merii hathelii kii pusht par
zindagii meN
pehlii kaa chaaNd ban kar !
From Maah-e-Tamaam.
Parveen Shakir
Urdu Poetry - Ghazals, Nazms, Mushaira
alvidaa’iyaa
vo jaa chukaa hai
magar judaa’ii se qabl kaa
ek narm lamhaa
Thehar gayaa hai
merii hathelii kii pusht par
zindagii meN
pehlii kaa chaaNd ban kar !
From Maah-e-Tamaam.
Parveen Shakir