sabr har baar iKhtiyaar kiyaa

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (2 votes, average: 4 out of 5)
Loading ... Loading ...
1,424 Views

sabr har baar iKhtiyaar kiyaa
ham se hotaa nahiiN, hazaar kiyaa

(sabr : patience; iKhtiyaar : adopted, acquired)

aadatan tumne kar liye vaade
aadatan hamne bhii aitbaar kiyaa

(aadatan : habitually; aitbaar : believe)

ham ne aksar tumhaarii raahoN meN
ruk ke apnaa hii intizaar kiyaa

phir na maaNgeNge zindagii yaa rab
ye gunaah ham ne aik baar kiyaa

Gulzar

To receive free updates on new Ghazal, Nazm and Mushaira postings, please visit subscribe for options.

Related Posts

  • diidaa-e-hairaaN ne tamaashaa kiyaa
  • baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
  • kamar baaNdhe hu’e chalne pe yaaN sab yaar baiThe haiN
  • diidah ashkbaar hai apnaa
  • ye karb kaa ehsaas musalsal mere Allah
  • One Response to “sabr har baar iKhtiyaar kiyaa”

    1. bahut khoob. bahooooooooooooot khoooooooooob

    Leave a Reply


    allofmp3.com mp3 download